Join BCWA
ЁЯУв BCWA Membership System
рдЕрдЧрд░ рдЖрдк рд╡рд░्рддрдоाрди рдоें рдПрдХ рдмैंрдХ рдоिрдд्рд░ (BC) рд╣ैं рдФрд░ рдЕрдкрдиे рдЕрдзिрдХाрд░, рд╕рдо्рдоाрди рдФрд░ рд╕ुрд░рдХ्рд╖ा рдХे рд▓िрдП рдПрдХ рдордЬрдмूрдд рд╕ंрдЧрдарди рд╕े рдЬुрдб़рдиा рдЪाрд╣рддे рд╣ैं, рддो рдЖрдЬ рд╣ी BCWA рд╕े рдЬुрдб़ें।
⚠️ рдХेрд╡рд▓ рд╡рд░्рддрдоाрди рдмैंрдХ рдоिрдд्рд░ (Active BC) рд╣ी рдпрд╣ Membership Form рднрд░ें।
If you are a working Bank Mitra and want to join a strong organization for your rights, respect, and security, then join BCWA today.
ЁЯСЙ Click Here to Membership Form (рд░рдЬिрд╕्рдЯ्рд░ेрд╢рди рдХрд░ें)
ЁЯСЙ рдХृрдкрдпा рд╕рд╣ी рдЬाрдирдХाрд░ी рднрд░ें рддाрдХि рдЖрдкрдХा рд░рдЬिрд╕्рдЯ्рд░ेрд╢рди рд╕рдлрд▓ рд╣ो рд╕рдХे।
len den ke liye Rupy hum sub bayj ke rupy se kam chla rhe hai. 2014 se aj tak 2026 tak bayaj bharte bharte adhmare ho gye hai. isliye kiosk chlane ke liye Rupy ki vayvstha bank ya sarkar ko karni hogi. tabhi kiosk ki pardarshita ayegi or fix selery per kiya jaye bank mitra ko.
ReplyDeleteBusiness correspondent ke liye kam to bahut hi bad gaye lekin aamdani badne ke bajaye ghat rahi hai uper se corporate company ka dal diya jo apne khud ka mehnat ke paise se pal rahi hai
ReplyDeleteSSS ka lagatar pressure dal rahi hai nahi karne par id band karne ki dhamki de rahi hai
Aise me bc log na ghar na ghat aise pareshani ban gayi hai
Bc ka kam karte karte 12 sal gujar gaye lekin pareshani khatam hone ka nam nahi portal me koi incentive base kam karne ke liye jyada options nahi only aeps cash withdrawal,third party deposit
Baki menu work hi nahi karte ise thdi n business badhega jan dhan od loan bhi portal me add kiya jaye jisase customer ko bhi lage ki musibat me unka mony ka problem od loan dekar solve ho jaye hamara monthly trxn data dashboard me show hona chahiye
Kam ka kam ke hisab se benefits mile to hi yane ki fix salary di jaye to hi kam ho payege nahito allready bahut bc bhai kam chod chuke hai itne kam paise se gujara nahi ho pata uper se mehangai batati hi ja rahi hai
Ispar dhyan dene ki bahut jarurat hai taki village me banking sewa bach paye
Dhanyawad